Good morning community members,
Kya yaha en 2 lastest candle ke bich aaye gap ko gap closing ke tarah trade kar sakte hai?
2 Likes
Yaar @114385441970429667707 gap closing trade ho sakta hai, but har gap fill nahi hota downtrend mein especially, gap often acts like resistance, fill hone se pehle hi rejection mil sakta hai.
Safe side pe confirmation leke hi trade karo, warna trap bhi ho sakta hai bhai ![]()
1 Like
Thank you.
