Market abhi clearly range + choppy structure mein aa gaya hai.
Upar resistance pe rejection mil raha hai
Niche support pe weak bounce aa raha hai
15-min pe dekho toh lower highs + no strong follow-through clean breakout ya breakdown ka wait karunga
Tum log kya plan kar rahe ho yahan guys?
